Aaj phir dil se ek nikli hai ek pukar,
Aaj phir pahunch gaya hun main bazaar,
Jahan har modh pe bikta hai jhoota pyar,
Jahan banti hai bas sacche pyar ki mazaar.
Har lafz kehta hai ek nayi dastan,
Oh! humsafar tujhme hai mera saara jahan,
Tere liye aaye hain hum yahan,
In farebiyon se bachke ab jaun kahan.
Kaun hai mera jo ab samjhe ja mujhe,
Kisko bataun ab zakhm is dil ke,
Samajha tha maine khuda tujhe,
tune he kar diye dil ke hazaar tukde.
Nahi hai chahat ab chahat pane ki,
Kimat lagti hai yahan mohabbat lagane ki,
Imaan ko bech kar daun hai paisa kamane ki,
Yahi sacchai hai iss naye zamane ki...

1 comments:
wonderful! loved it
Post a Comment