Ek naya andaaz laya hun,
Socha ki pehele aapko bata dun.
Chehre phi thi uski ek qatil muskan,
Dil mein tha armaan karun kaise pehchan.
Phele bar jab nazar hui unpar,
Hum toh as gir gaye gash khakar.
Hairat mein puchna sabne ki "Kya hua?"
Kaise bataun kisi zaalim ne aaj mere dil to chooa.
Aisa sunahara tha uska rang,
Udd jaun uske sanng bannke patang.
Nain the uske bade he kajrare,
Awaaz pe uski marte the saare.
Ab na raha mujhe din ka hosh,
Na re rahi meri raatein khamosh.
Bas leta hun ab main tera he naam,
Kyon karta hai zamana mujhe pareshan.
Tujh pe jaaye saari duniya vaari vaari,
Kyonki tu hai meri shaan ki sawari
- Meri pyari "scooter" :)
Socha ki pehele aapko bata dun.
Chehre phi thi uski ek qatil muskan,
Dil mein tha armaan karun kaise pehchan.
Phele bar jab nazar hui unpar,
Hum toh as gir gaye gash khakar.
Hairat mein puchna sabne ki "Kya hua?"
Kaise bataun kisi zaalim ne aaj mere dil to chooa.
Aisa sunahara tha uska rang,
Udd jaun uske sanng bannke patang.
Nain the uske bade he kajrare,
Awaaz pe uski marte the saare.
Ab na raha mujhe din ka hosh,
Na re rahi meri raatein khamosh.
Bas leta hun ab main tera he naam,
Kyon karta hai zamana mujhe pareshan.
Tujh pe jaaye saari duniya vaari vaari,
Kyonki tu hai meri shaan ki sawari
- Meri pyari "scooter" :)
0 comments:
Post a Comment